Yeh Gam Ke Din Bhi Gujar Jayenge Yun Hi,
Jaise Woh Raahton Ke Zamane Gujar Gaye.
यह गम के दिन भी गुजर जायेंगे यूं ही,
जैसे वह राहतों के जमाने गुजर गए।
Mere Gam Ne Hosh Unke Kho Diye,
Woh Samjhate Samjhate Khud Hi Ro Diye.
मेरे ग़म ने होश उनके भी खो दिए,
वो समझाते समझाते खुद ही रो दिए।
Gam Woh Maikhana Kami Jis Mein Nahi,
Dil Woh Paimana Hai Bharta Hi Nahi.
ग़म वो मयख़ाना कमी जिस में नहीं,
दिल वो पैमाना है भरता ही नहीं।
Yaad-e-Gam Dil Se Kabhi Jaati Nahi,
Ab Toh Bhule Se Bhi Hansi Aati Nahi.
याद-ए-गम दिल से कभी जाती नहीं,
अब तो भूले से भी हँसी आती नहीं।
Gam Shayari, Apne Gam Na Chhupata
Gham Shayari, Tere Gham Ko Zamane Se