Read Shayari in Hindi

Advertisement
Two Line Shayari

Aadat Shayari, Muskurane Ki Aadat

Kis Tarah Khud Ko Karen Tere Pyar Ke Kabil Hum,
Hum Aadate Badalte Hain To Tum Sharte Badal Dete Ho.
किस तरह करे खुद को तेरे प्यार के क़ाबिल हम,
हम आदतें बदलते है तो तुम शर्ते बदल देते हो।

Wo Toh Apni Ek Aadat Ko Bhi Na Badal Saka,
Jane Kyun Maine Uske Liye Apni Zidagi Badal Dali?
वो तो अपनी एक आदत को भी ना बदल सका..
जाने क्यूँ मैंने उसके लिए अपनी जिंदगी बदल डाली?

[ Read More Shayaris ]

Advertisement
Hindi Shayari

Aadat Shayari, Wo Aadat Baaki Hai

Badi Tabdiliyan Laya Hu
Main Apne Aap Me Lekin,
Bas Tumko Yaad Karne Ki,
Wo Aadat Ab Bhi Baaki Hai!
बड़ी तब्दीलियां लाया हूँ
मैं अपने आप में लेकिन,
बस तुमको याद करने की
वो आदत अब भी वाकी है।

[ Read More Shayaris ]

Advertisement
Shayari On Life

Zindagi Shayari, Meri Zindagi Ka Har Panna

Parhne Walon Ki Kami Ho Gayi Hai
Aaj Is Zamaane Mein...
Varna Meri Zindagi Ka Har Panna,
Puri Kitaab Hai!

पढ़ने वालों की कमी हो गयी है
आज इस ज़माने में...
वरना मेरी ज़िन्दगी का हर पन्ना,
पूरी किताब है।

Advertisement
Hindi Shayari

Bachpan Shayari in Hindi

Hindi Shayari on Bachpan

Jhooth Bolte The Phir Bhi Kitne Sachche The Hum,
Yeh Un Dino Ki Baat Hai Jab Bachche The Hum.
झूठ बोलते थे फिर भी कितने सच्चे थे हम,
ये उन दिनों की बात है जब बच्चे थे हम।

Woh Bachpan Ki Neend To Ab Khwaab Ho Gayi,
Kya Umar Thi Ke Raaat Huyi Aur Hum So Gaaye.
वह बचपन की नींद तो अब ख्वाब हो गयी,
क्या उम्र थी के रात हुयी और हम सो गए।

[ Read More Shayaris ]

Advertisement
Desh Bhakti Shayari

Desh Bhakti Shayari, Mera Bhaarat Badal Gaya

Kuchh Haath Se Mere Nikal Gaya,
Woh Palak Jhapak Ke Chhip Gaya,
Fir Laash Bichh Gayi Lakhon Ki,
Sab Palak Jhapak Ke Badal Gaya.

Jab Rishte Raakh Mein Badal Gaye,
Insaniyat Ka Dil Dahal Gaya,
Main Poochh Poochh Ke Haar Gaya,
Kyon Mera Bhaarat Badal Gaya?

कुछ हाथ से मेरे निकल गया,
वो पलक झपक के छिप गया,
फिर लाश बिछ गयी लाखों की,
सब पलक झपक के बदल गया।

जब रिश्ते राख में बदल गए,
इंसानियत का दिल दहल गया,
मैं पूछ पूछ के हार गया,
क्यूँ मेरा भारत बदल गया?

178910Next ›