Shayari Gham Hindi, Usko Gham Tha Itna

2 Line Shayari about Sorrow (Gham)

Advertisement

Waqt-e-Rukhsat Keh Rahe The Mere Aansoo Aanchal Se,
Usko Gham Tha Itna Ke Wo Khud Rona Bhool Gaya.
वक़्त-ए-रुख्सत कह रहे थे मेरे आँसू आँचल से,
उसको ग़म था इतना कि वो खुद रोना भूल गया।

Har Tasvir Ke Do Rukh Hain, Jaan Aur Gam-e-Jaana,
Ek Naqsh Chhupana Hain Ek Naqsh Dikhana Hain.
हर तस्वीर के दो रुख़ हैं, जान और गम-ए-जाना,
एक नक़्श छुपाना हैं एक नक़्श दिखाना हैं।

Humein Ai Dil Kahin Le Chal Bada Tera Karam Hoga,
Humare Dam Se Hai Har Gham Na Honge Hum Na Ye Gham Hoga.
हमें ऐ दिल कहीं ले चल बड़ा तेरा करम होगा,
हमारे दम से है हर गम न होंगे हम न ये गम होगा।

Advertisement

Log Lete Hain Yoon Hi Shamma Aur Parwaane Ka Naam,
Kuchh Nahi Hai Iss Jahan Mein Gham Ke Afsaane Ka Naam.
लोग लेते हैं यूँ ही शम्मा और परवाने का नाम,
कुछ नहीं है इस जहाँ में ग़म के अफ़साने का नाम।

Advertisement

Gham Shayari, Uss Shakhs Ka Gham

Tootne Ka Kis Ko Gham Nahi Hota

Comments