Gham Shayari, Uss Shakhs Ka Gham
Short Two Line Gham Shayari in Hindi
Advertisement
Uss Shakhs Ka Gham Bhi Koyi Soche,
Jise Rota Hua Na Dekha Ho Kisi Ne.
उस शख्स का ग़म भी कोई सोचे,
जिसे रोता हुआ ना देखा हो किसी ने।
Uss Gali Mein Hajaar Gham Toota,
Aana Jaana Magar Humse Nahi Chhoota.
उस गली में हजार ग़म टूटा,
आना जाना मगर नहीं छूटा।
Advertisement
Mohabbat Use Bhi Bahut Hai Mujhse,
Zindagi Saari Isee Waham Ne Le Li.
मोहब्बत उसे भी बहुत है मुझसे,
ज़िंदगी सारी इस वहम ने ले ली।
Gham Ki Tashreeh Bahut Mushkil Thi,
Toh Apni Tasveer Dikhaa Di Humne.
ग़म की तशरीह बहुत मुश्किल थी,
तो अपनी तस्वीर दिखा दी मैंने।
Ranj-o-Gam Ishq Ke Gujar Bhi Gaye,
Ab Toh Woh Dil Se Utar Bhi Gaye.
रंजो-ग़म इश्क के गुजर भी गए,
अब तो वो दिल से उतर भी गए।