Hindi Gham Shayari

Advertisement

Gam Shayari, Yeh Gam Ke Din

Heart Touching Gam Shayari in Hindi and English Script

Gam Shayari, Yeh Gam Ke Din

Yeh Gam Ke Din Bhi Gujar Jayenge Yun Hi,
Jaise Woh Raahton Ke Zamane Gujar Gaye.
यह गम के दिन भी गुजर जायेंगे यूं ही,
जैसे वह राहतों के जमाने गुजर गए।

Mere Gam Ne Hosh Unke Kho Diye,
Woh Samjhate Samjhate Khud Hi Ro Diye.
मेरे ग़म ने होश उनके भी खो दिए,
वो समझाते समझाते खुद ही रो दिए।

[ Read More Shayaris ]

Advertisement

Gam Shayari, Apne Gam Na Chhupata

Heart Touching Hindi Lines about Gam

Gam Shayari, Apne Gam Na Chhupata

Do Kadam Toh Sabhi Chal Lete Hain Par,
Zindgi Bhar Ka Saath Koi Nahi Nibhata,
Agar Ro Kar Bhula Sakte Yaadein,
Toh Hans Kar Koi Apne Gam Na Chhupata.
दो कदम तो सभी चल लेते हैं पर,
ज़िन्दगी भर साथ कोई नहीं निभाता,
अगर रो कर भुला सकते यादें,
तो हँस कर कोई अपने गम न छुपाता।

[ Read More Shayaris ]

Advertisement

Gam Shayari, Kaho Kis Baat Ka Gam Hai

True Gham Shayari Expressing Sadness of a Lover

Gam Shayari, Kaho Kis Baat Ka Gam Hai

Agar Woh Puchh Lein Humse Kaho Kis Baat Ka Gam Hai,
Toh Phir Kis Baat Ka Gam Hai Agar Woh Puchh Lein Humse.
अगर वो पूछ लें हमसे कहो किस बात का ग़म है,
तो फिर किस बात का ग़म है अगर वो पूछ लें हमसे।

Jhuthh Kehte Hain Log Ki Mohabbat Sab Cheen Leti Hai,
Maine Toh Mohabbat Karke Gam Ka Khajana Paa Liya.
झूठ कहते हैं लोग कि मोहब्बत सब छीन लेती है,
मैंने तो मोहब्बत करके ग़म का खजाना पा लिया।

[ Read More Shayaris ]

Advertisement

Gam Shayari, Qasam Apni Bhulai Tumne

Touching Gam Shayari in Hindi and English

Gam Shayari, Qasam Apni Bhulai Tumne

Gham Nahi Yeh Ke Qasam Apni Bhulai Tumne,
Gam To Yeh Hai Ke Raqeebon Se Nibhai Tumne,
Koi Ranjish Thi Agar TumKo Toh MujhSe Kehte,
Baat Aapas Ki Thi Kyun Sab Ko Batai Tumne.
ग़म नहीं ये कि क़सम अपनी भुलाई तुमने,
ग़म तो ये है कि रकीबों से निभाई तुमने,
कोई रंजिश थी अगर तुमको तो मुझसे कहते,
बात आपस की थी क्यूँ सब को बताई तुमने।

[ Read More Shayaris ]

Advertisement

Gham Shayari, Mere Gham Ki Kahani

Sad Gham Shayari Two Line in Hindi and English

Gham Shayari, Mere Gham Ki Kahani

Chaha Tha Muqammal Ho Mere Gham Ki Kahani,
Main Likh Na Saka Kuchh Bhi Tere Naam Se Aage.
चाहा था मुक्कमल हो मेरे ग़म की कहानी,
मैं लिख ना सका कुछ भी तेरे नाम से आगे।

Parchhayion Ke Shahar Ki Tanhayian Na Puchh,
Apna Shareeq-e-Gham Koyi Apne Siwa Na Tha.
परछाइयों के शहर की तन्हाईयाँ ना पूछ,
अपना शरीक-ए-ग़म कोई अपने सिवा ना था।

[ Read More Shayaris ]